Maktaba Al Furqan
Hazrat Abu baker Siddique R.A Shakhsiyat Aur Karname
Hazrat Abu baker Siddique R.A Shakhsiyat Aur Karname
Couldn't load pickup availability
- Lowest Price
- Free Returns
- Global Delivery
Hazrat Abu baker Siddique R.A Islam ki tareekh ka aik azeem aur roshan bab hain. Unki shakhsiyat sirf ek khalifa hi nahi balkay ek azeem dost aur sathhi thi jo Rasulullah ﷺ ke qareebi dost rahe. Hazrat Abu Bakar Siddique R.A ka imaan, sabr aur jazba Islam ki buniyadi taqat ban kar samnay aaya.
Hazrat Abu baker Siddique R.A Shakhsiyat Aur Karname
Hazrat Abu Bakar Siddique R.A ki shakhsiyat ki ek khaas baat unki sidq aur amanatdari thi. Woh sab se pehle Rasoolullah ﷺ par imaan lane walon mein shamil huay aur unka imaan itna mazboot tha ke unhein “Siddique” ka laqab diya gaya. Hazrat Abu Bakar Siddique R.A ke karname Islam ki futoohat aur is ke mustahkam nizaam ki buniyad banay.
Unki leadership ki misaal us waqt milti hai jab unho ne Musailma Kazzab aur dusray fitnon ka muqabla kiya. Hazrat Abu Bakar Siddique R.A ka sab se bara karname Quran-e-Kareem ki tadween ka aham qadam tha jo aaj tak musalmano ke liye rehnumai hai. Unki shakhsiyat ke asraat har daur ke musalmanon ke liye roshni ka chiraagh hain.
Hazrat Abu Bakar Siddique R.A shakhsiyat aur karname aaj bhi humein sidq, imaan aur jazba-e-qurbani ka paigham detay hain. Islam ke is pehle khalifa ki zindagi se har musalman ko rehnumai milti hai jo unke karname ko amar banati hai.
Urdu Book Title |
حضرت ابوبکر صدیق رضی اللہ عنہ شخصیت اور کارنامے |
---|---|
ISBN | 04020061 |
Author |
Dr. Ali Muhammad Sallabi ڈاکٹر علی ممحمد صلابی |
Language | Urdu |
Book Pages | N/A |
Book Size (cm) | 17x24 |
Genre | Biography |
Publication |
Maktaba Al Furqan |
Colour | 1 Colour |
Weight | 1.0 kg |
Share
